
DIN 1
Nahay Khay
नहाय खाय
Vratin snaan karke ghar ko pavitra karti hain. Lauki ki sabzi, chane ki daal aur arwa chawal ka saada bhojan.
Chhath Mahaparv · 13–16 Nov 2026
घाट चलोगे?
Is baar ghar nahi ja paaye? Ghaat yahin hai. Diya jalao, Chhathi Maiya ko arghya do, aur ghar walon ko ghaat ki ek tasveer bhejo.
Aapka diya aapke naam se ghaat mein jayega.
Seedhi pe rakhe diye ko tap karo.
Diye ko upar swipe karo, ya button dabao. Aapka diya baaki diyon ke saath behega.
Button daba ke rakho jab tak arghya poora na ho.
Aapka diya ghaat mein beh raha hai. Chhathi Maiya sabki manokamna poori karein.
Ghaat ka prasad, ghar parChhath Peti: 4 thekua, story card, soop₹1,249 →
Chhath geet radio
Sharda Sinha ji ke Chhath geet, ek ke baad ek. Play dabao aur kaam karte karte sunte raho, bilkul ghar jaisa.
Playlist: T-Series Bhakti Sagar, YouTube. Songs play from YouTube.
Chaar din ka mahaparv
Nahay Khay tak itna samay baaki hai:

DIN 1
नहाय खाय
Vratin snaan karke ghar ko pavitra karti hain. Lauki ki sabzi, chane ki daal aur arwa chawal ka saada bhojan.

DIN 2
खरना
Din bhar upvaas, shaam ko gud ki kheer aur roti ka prasad. Iske baad 36 ghante ka nirjala vrat shuru.

DIN 3
संध्या अर्घ्य
Doobte suraj ko ghaat pe arghya. Soop mein thekua, phal aur ganna. Raat ko ghar mein kosi bharai.

DIN 4
उषा अर्घ्य
Ugte suraj ko arghya, phir paaran. Prasad sab mein baanta jaata hai, aur thekua shehar tak pahunchta hai.
Soop mein kya kya
Arghya ke soop mein jo bhi rakha jaata hai, sab mausam ka, ghar ka aur pavitra. Har cheez ka matlab jaanne ke liye tap karo.

Ghaat ka prasad, ghar par
Jo ghaat nahi ja paaye, unke liye Kaki ki rasoi se Chhath ka prasad. Gopalganj mein haath se daba ke bana thekua, Chhath se pehle aapke ghar.
₹1,249 ₹1,499